sahajhin suchchham alak chhuti, pari palak par aai |
khanjan meen Manu grahan kau, vidhu dai pasi chalai || 15 ||
सहजहिं सूच्छम अलक छुटि, परी पलक पर आइ।
खँजन मीन मनु ग्रहन कौ, विधु दई पासि चलाइ॥१५॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
kesh rashi se vilag hui ek sukshm lat swabhavic gati se palak par aa padi hai, lagta hai chandrama ne khanjan aur meen ko pakdne ke liye koi phanda pheka ho