sravanni chabi tatank duti, rahi gandni jhalkai |
manau bhan abha pari, kanj-dalni par aai || 16 ||
स्रवननि छबि ताटंक दुति, रहि गंडनि झलकाइ।
मनौं भान आभा परी, कंज-दलनि पर आइ॥१६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yugal Karna ki chabi aur taral tatanka-dyuti gandamandal par aisi damak rahi hai, yatha kanja-dalon par surya ki abha jhalamla rahi ho