upma tau sab je kahin, aisi chitt vichari |
jaisain dinkar pujiyai, age deepak bari || 42 ||
उपमा तौ सब जे कहीं, ऐसी चित्त विचारि।
जैसैं दिनकर पूजियै, आगे दीपक बारि॥४२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
maine apne vichar se jin upmaon ko prastut kiya hai wah sab aise hi hai, jaise prajvalit deepak ko samukh rakh kar surya ki archan ki jati hai