yahi ten kachu ik kahi, pai baat kau pheri |
jaisai rati ik hem ten, samujhai sobha-meri || 44 ||
याही तें कछु इक कही, पाइ बात कौ फेरि।
जैसै रति इक हेम तें, समुझै सोभा-मेरि॥४४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri lal ji ki premadheenta doha shri dhruvdas ji kahte hain ki anirvachniy rup-maghuri ka varnan karne ke liye upmaon ka madhyam aisa hi hai, jaise ek rati swarn bindu se kanchan Giri-(Sumeru) ka anuman kiya ja sake