prem-khel aisain bhayau, jaisain khelt yoop |
tan man dhan sab hari kaim, bhay din ras-bhoop || 51 ||
प्रेम-खेल ऐसैं भयौ, जैसैं खेलत यूप।
तन मन धन सब हारि कैं, भये दीन रस-भूप॥५१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yugal ki yah prem krida, dyoot krida ki bhanti hain, jaha rasik shiromani shri lal ju apna tan-man-dhan sab har kar Priya ju ke vashbhut ho gaye hain