kunwar madhuri rup ki, sou kahat banain |
ghati badhi kahe na jat hain, jaisain dou nain || 56 ||
कुँवर माधुरी रूप की, सोऊ कहत बनैन।
घटि बढ़ि कहे न जात हैं, जैसैं दोऊ नैंन॥५६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
naval kishori shri Radha ki rup madhuri apaar hai tadnurup hi priyatam shri lal ji ki rup-chhata bhi vani se pare hai. Jaise donon netron mein chhote bade ka koi taratamy bhed nahi hota