kunj rasoi rachi diyau, chauka sej banai |
ati dridh chauki prem ki, tapar baithe aai || 84 ||
कुंज रसोई रचि दियौ, चौका सेज बनाइ।
अति दृढ़ चौकी प्रेम की, तापर बैठे आइ॥८४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
pakshala rupi nibhrit-nikunj mein chauka rupi shayya ki rachna hui. Sudridh prem ki chauki bichhi jis par rasik yugal virajman hue