॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 15.86

mani-shringar

sundar ruchi ki khir bhai, misri musikni thor |
dora diyau ghrit neh kau, swadhin nahinn or || 86 ||
सुंदर रुचि की खीर भई, मिसरी मुसिकनि थोर।
डोरा दियौ घृत नेह कौ, स्वादहिं नाहिंन ओर॥८६॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

yugal ke madhya mein Chandra vinindak har rupi thal virajit hai. Praphullata ke dhaut vastr dharan kiye rasagya mithun-kishor chauki par aseen hain ॥. 85 ॥ yugal ki parasparik sushthu ruchi ki hi khir bani hai, jismen muskan rupi kanda ka bahulya hai evam sneh rupi ghrit-yog se aprimit swad ki vridhi hui hai