man ke samujhan kaun kahyau, adbhut vaidya gyan |
jan man ke sab rog dhruv, sunathi karen payan || 60 ||
मन के समुझन कौं कह्यौ, अद्भुत वैद्यक ज्ञान।
जन मन के सब रोग ध्रुव, सुनतहि करैं पयान॥६०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
astu, vaidya-gyan prakaran ka upsanhar karte hue shri hit dhruvaddas ji maharaj kahte hain ki maine is vaidya gyan namak andgut rupak ka isliye varnan kiya hai ki iska shravan karte hi janm janmantar ke samasth mansik rogon ka vinash ho jaata hai