॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 15.99

mani-shringar

jehain 'Mani singaar' ki, sab gun bhari anurag |
pahiri piy hiy pyar sao, poi prem ke tag || 99 ||
जेहैं 'मनि सिंगार' की, सब गुन भरि अनुराग।
पहिरी पिय हिय प्यार सौं, पोइ प्रेम के ताग॥९९॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

shringar ki yah maniyan samasth rasmay gunon evam anurag se ranjit hain, jinhe priyatam ne prem ke dhage mein piro kar priti purvak hriday par dharan kiya hai