phurli phulni ki lata, rahin jamun-jal jhumi |
taisiy adbhut jhalamlai, kanchan-Mani-may bhumi || 2 ||
फूर्ली फूलनि की लता, रहीं जमुन-जल झूमि।
तैसिय अद्भुत झलमलै, कंचन-मनि-मय भूमि॥२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
anek kusumiti lataen yamuna-jal mein pratibimbit hoti hain, waise hi van ki kanchanamnimay bhumi adbhut bhanti se jhalamlati rahti hai