॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 113

kada sumni kinkini valay Nupur prollasan
mahamdhur mandaladbhut vilas rasotsave |
api pranyino brihadbhuj griheet kanthyo vayam
param nij raseshwari charan lakshma veekshamhe || 113 ||
कदा सुमणि किङ्किणी वलय नूपुर प्रोल्लसन्
महामधुर मण्डलाद्भुत विलास रासोत्सवे।
अपि प्रणयिनो बृहद्भुज गृहीत कण्ठ्यो वयं
परं निज रसेश्वरी चरण लक्ष्म वीक्षामहे ॥113॥

arth / vyakhya

sundar mani jatit kinkini, kankan aur nupuron se sushobhit mahamdhur mandal mein ho rahe adbhut vilas wale rasotsav mein priyatam (shri-shyam-sundar) ki vishal bhujao dwara alingit kanthon wali (hone par) bhi ham keval apni rasamyi swamini ke charan chihnon ko kab dekhengi ?