॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 117

radhapadasroj bhaktimachlamudweekshya nishkaitwan
preet swam bhajtopi nirbharamhapremnadhikam sarwash |
alingatyath chumbati swavadnattambulmasyerpayet
kanthe swaan vanmalikampi mam nyasyetkada mohan || 117 ||
राधापादसरोज भक्तिमचलामुद्वीक्ष्य निष्कैतवां
प्रीतः स्वं भजतोपि निर्भरमहाप्रेम्णाधिकं सर्वशः।
आलिंगत्यथ चुम्बति स्ववदनात्ताम्बूलमास्येर्पयेत्
कण्ठे स्वां वनमालिकामपि मम न्यस्येत्कदा मोहनः ॥117॥

arth / vyakhya

Shri Radha ke charan kamlo mein achal aur niskapat bhakti dekhkar mohan shri-shyam-sundar, atishay mahaprem se sarwatmana apna bhajan karne walon se bhi adhik prasann hokar, us Shri Radha upasak ko aalingan karte hain, chumban karte hain, apne mukh se uske mukh mein tambul (pan ka beeda) dete hain tatha uske kantha mein apni vanmala pahina dete hain. Aisa ve (Shri mohan) mere prati bhi kab karenge.