Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 13
radhakravchitpallavwallareeke
radhapdankwilsanmadhurasthaleeke |
radhayshomukharmattakhgavleeke
radhaviharwipine ramtan mano me || 13 ||
राधाकरावचितपल्लववल्लरीके
राधापदांकविलसन्मधुरस्थलीके ।
राधायशोमुखरमत्तखगावलीके
राधाविहारविपिने रमतां मनो मे ॥13॥
arth / vyakhya
Shri Radha ke karkamlon se jin lataon ke komal patte chune gaye hain, aisi lataon wale, Shri Radha ke charan kamlo ke chinnon se shobhayaman manohar sthal wale aur Shri Radha ke yashogan se chahachhate matt-pakshi ke samuh wale, Shri Radha ke aise viharwan (shrivindavan) mein mera man nirantar ramta rahe.