॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 131

yasyastatsukumar sundar padonmeelannakhenduchchhata
lavanyaik lavopjeevi sakal shyama mani mandalam |
shuddh premwilas murttirdhikonmeelanmaha madhuri
dhara sar dhureen keli vibhwa sa Radhika me gatih || 131 ||
यस्यास्तत्सुकुमार सुन्दर पदोन्मीलन्नखेन्दुच्छटा
लावण्यैक लवोपजीवि सकल श्यामा मणी मण्डलम्।
शुद्ध प्रेमविलास मूर्त्तिरधिकोन्मीलन्महा माधुरी
धारा सार धुरीण केलि विभवा सा राधिका मे गतिः ॥131॥

arth / vyakhya

jinke un sukumar aur sundar Shri charnon ki prakashit hoti hui nakh Chandra kanti ke lawanya ke ek leshmatra se sampurn shodshi shiromniyon ka samuh jeevan prapt karta hai, shuddh prem aur uske vilason ki sakshat murti aur atishay viksit mahamadhuri ki dhara ke sar ki sarvshresht krida-sampatti se yukt ve Shri Radhika meri gati (aashray) hain.