Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 136
yasyAh sphurjatpad nakhamni jyotirekachchhatayAh
sandra premamritras mahasindhu kotirwilas |
sachedradha rachayti kripa drishtipatam kadachin
muktistuchchhi bhavti bahush prakritaprakritashrIh || 136 ||
यस्याः स्फूर्जत्पद नखमणि ज्योतिरेकच्छटायाः
सान्द्र प्रेमामृतरस महासिन्धु कोटिर्विलासः।
साचेद्राधा रचयति कृपा दृष्टिपातं कदाचिन्
मुक्तिस्तुच्छी भवति बहुशः प्राकृताप्राकृतश्रीः ॥136॥
arth / vyakhya
saghan premamart ras ke koti-koti mahasagar jinke charnon ke mani jaise nakhon se chhitakti hui jyoti ki keval ek jhalak ki krida (matra) hai, ve Shri Radha yadi kabhi (apni) kripa drishti ka nikshep kar den to mukti tatha anek prakaar ki laukik athva alaukik shobha-sampattiyan tuchch ban jaany.