॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 164

jagrat swapna sushuptishu sphurtu me radhapdabjachchhata
vaikunthe narkethwa mam gatirnanyastu radhan bina |
Radha keli katha sudhambudhi mahaveecheebhirandolitam
kalindi tat kunj mandir varalinde mano vindatu || 164 ||
जाग्रत् स्वप्न सुषुप्तिषु स्फुरतु मे राधापदाब्जच्छटा
वैकुण्ठे नरकेथवा मम गतिर्नान्यास्तु राधां बिना।
राधा केलि कथा सुधाम्बुधि महावीचीभिरान्दोलितं
कालिन्दी तट कुञ्ज मन्दिर वरालिन्दे मनो विन्दतु ॥164॥

arth / vyakhya

jagte, sote tatha susupti (gahri nind) ki dasha mein Shri Radha ke charan kamlo ki chhata ka mere hriday mein spharan ho. Shri Radha ke bina vaikuntha athva narak mein bhi (Shri Radha ki sharan ko chhodkar) meri anya koi gati na ho. Shri Radha ki keli katha rupi samudra ki uttal trangon mein jhakore leta hua mera man Shri yamuna ke tat par sthit nikunj mandir ke vishal angan mein anand prapt kare.