Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 175
kin brumonyatra kuntheekritkajnapde dhamnyapi Shri vikunthe
Radha madhury vetta madhuptirath tanmadhurin vetti Radha |
vrindaranya sthaleeyam param ras sudha madhureenan dhureena
tadwandwam swadneeyam saklampi dadau radhikakinkreebhyah || 175 ||
किं ब्रूमोन्यत्र कुण्ठीकृतकजनपदे धाम्न्यपि श्रीविकुण्ठे
राधा माधुर्य वेत्ता मधुपतिरथ तन्माधुरीं वेत्ति राधा।
वृन्दारण्य स्थलीयं परम रस सुधा माधुरीणां धुरीणा
तद्वन्द्वं स्वादनीयं सकलमपि ददौ राधिकाकिंकरीभ्यः ॥175॥
arth / vyakhya
(jabki) Shri vaikuntha-dham bhi kunthit (mand) pradesh ban gaya hai tab anyatra ka to kahna hi kya! (kyonki) Shri Radha ke madhury ko madhupati shrikrishna jante hain aur shrikrishna ke madhury ko Shri Radha janti hain. (kintu) param rasamrit madhury mein sabse agrani is shrivindavan bhumi ne us aswadan ke yogya (ras swaroop) yugal ko sampurn rup se Shri Radha kinkreegan (dasiyom) ko pradan kar diya hai.