Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 176
lasadwadan pankaja nav gambhir nabhi bhrama
nitamba pulinollasanmukhar kanchi kadambini |
vishuddh ras vahini rasik sindhu sangonmada
sada suratrangini jayati kapi vrindavne || 176 ||
लसद्वदन पङ्कजा नव गंभीर नाभि भ्रमा
नितम्ब पुलिनोल्लसन्मुखर काञ्चि कादम्बिनी।
विशुद्ध रस वाहिनी रसिक सिन्धु सङ्गोन्मदा
सदा सुरतरङ्गिणी जयति कापि वृन्दावने ॥176॥
arth / vyakhya
mukh rupi kamal se sushobhit, naveen gahri nabhi rupi bhanvar se yukt, nitamba rupi tat par sushobhit shabdayman kanchi (kinkini) rupi meghmala wali, vishuddh ras (prem ras) ko bahane wali aur rasik (shrikrishna) rupi sagar ke sangam ke liye unmatt bani hui koi ek anirwachneeya surat rang wali Shri Radha ganga ki bhanti shrivindavan mein sadaiv utkarsha sahit virajman hain.