Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 201
kada gayam gayam madhur madhureetya madhubhid-
shcharitrani spharamrit ras vichitrani bahush |
mrijanti tatkeli bhavnambhiramam malyaj
chchhatabhih sinchanteersahradnimagnasmi bhavita || 201 ||
कदा गायं गायं मधुर मधुरीत्या मधुभिद-
श्चरित्राणि स्फारामृत रस विचित्राणि बहुशः।
मृजन्ती तत्केली भवनमभिरामं मलयज
च्छटाभिः सिञ्चन्तीरसह्रदनिमग्नास्मि भविता ॥201॥
arth / vyakhya
Shri Madhusudhan ke prachur amrit ras se bhare vichitra leela-charitra ko atyant madhur riti se ga-gakar, unke (Shri Madhusudhan ke) sundar keli-grih ka parishkar (safai) karti hui aur use adhik matra mein chandan se chhidakti hui (main) ras-sarovar mein kab nimgn ho jaungi ?