Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 215
bhuyo bhooy kamalnayne kin mudha varyatesau
vangamatrepi twadnugamnam na tyajatyev dhurtah |
kishchidradhe kuru kuchatti prantamasya mradeeyash
chakshurdwara tamnuptitam churnatametu chet || 215 ||
भूयो भूयः कमलनयने किं मुधा वार्यतेसौ
वाङ्गमात्रेपि त्वदनुगमनं न त्यजत्येव धूर्तः।
किश्चिद्राधे कुरु कुचतटी प्रान्तमस्य म्रदीयश्
चक्षुर्द्वारा तमनुपतितं चूर्णतामेतु चेतः ॥215॥
arth / vyakhya
he kamal nayni! In (shrikrishna) ko (aap) bar-bar vyarth hi kyon rok rahi ho? Keval kah dene bhar se dhurta (shrikrishna) aap ka piche karna nahi chhodenge. He Shri Radhe! (aap) kuchtat kor ki tanik (jhanki) (inko) kara deejiye (jisse) inka mridul chitt netr-marg se un (kuchtat) par girkar choor-choor ho jay.