Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 221
kada madhur sarikAh swaras padyamadhyapyat
pradaykartalikAh kwachan nartayatkekinam |
kwachit kanak vallareevrit tamal leeladhnam
vidagdha mithunam tadadbhutmudeti vrindavne || 221 ||
कदा मधुर सारिकाः स्वरस पद्यमध्यापयत्
प्रदायकरतालिकाः क्वचन नर्तयत्केकिनम्।
क्वचित् कनक वल्लरीवृत तमाल लीलाधनं
विदग्ध मिथुनं तदद्भुतमुदेति वृन्दावने ॥221॥
arth / vyakhya
kabhi to madhur swar wala sarikaon (mainaon) ko swakeey ras (shringar ras) se purn shlok padhata hua, kabhi apne hath se tali bajakar mor ko nachata hua, tatha kahin swarn lata se alingit tamal ki leela ko apna sarvasv manta hua wah adbhut chatur yugal (Shri shyamashyam) shrivindavan mein prakt ho rahe hain.