॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 225

yunorweekshya daratrapa natakla madeekshayanti drishor
vrinwana chakiten sanchitamha ratnastanam chapyur |
sa kachid vrishbhanuveshmani sakhi malasu balavli
maulih khelti vishv mohan maha sarupyamachinwati || 225 ||
यूनोर्वीक्ष्य दरत्रपा नटकला मादीक्षयन्ती दृशोर्
वृन्वाना चकितेन संचितमहा रत्नस्तनं चाप्युरः।
सा काचिद् वृषभानुवेश्मनि सखी मालासु बालावली
मौलिः खेलति विश्व मोहन महा सारुप्यमाचिन्वती ॥225॥

arth / vyakhya

yuvak-yuvtiyon ki bhay evam lajja se yukt nat jaisi kalaon ko dekhkar apne netron ko (kataksh-pat aadi ki) diksha deti hui, maharatnon ke kosh rupi Shri ang yugal wale vakshasthal ko chakit bhav se dhankti hui, sansaar ko mohit karne wale shri-shyam-sundar ke saath purn samanta ka sangrah karti hui (rup aur gun mein purntya unke saman hone ki ichchha apne man mein rakhti hui) kishoriyon ki shiromani koi anirwachneeya (Shri Radha) Shri vrishabhan-grih mein sakhiyon ke madhya krida kar rahi hain.