Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 248
madhye madhye kusumakhchitam ratna damna nibaddham
malli malyairghan parimlairbhushitam lambamanaih |
pashchadrajanmani varkritodar manikya guchchham
dhammillam te harikardhritam karhi pashyami Radhe || 248 ||
मध्ये मध्ये कुसुमखचितं रत्न दाम्ना निबद्धं
मल्ली माल्यैर्घन परिमलैर्भूषितं लम्बमानैः।
पश्चाद्राजन्मणि वरकृतोदार माणिक्य गुच्छं
धम्मिल्लं ते हरिकरधृतं कर्हि पश्यामि राधे ॥248॥
arth / vyakhya
he Shri Radhe ! Beech-beech mein foolon se vyapt ratna ki malaon se bandhe hue, atyant sugandhit latakti hui malli-malaon se sushobhit, piche ki or shobhayaman sundar mani rachit sukhaprad manikya ke guchchhe se yukt aur Shrihari ke kar kamal mein sthit aapki veni ko main kab dekhungi ?