Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 43
sadgandhamalya navchandra lavanga sang
tambul samputamdheeshwari maa vahanteem |
shyamam tamunmadarsadbhisansranti
Shri radhike karunyanuchrin vidhehi || 43 ||
सद्गन्धमाल्य नवचन्द्र लवङ्ग सङ्ग
ताम्बूल सम्पुटमधीश्वरि मां वहन्तीम्।
श्यामं तमुन्मदरसादभिसंसरन्ती
श्रीराधिके करुणयानुचरीं विधेहि ॥43॥
arth / vyakhya
he swamini Shri Radhika! Shyamsundar ke prati unmad ras se (teevr premotkantha se) abhisar karte samay (milne ke liye jaate samay) aap mujhko kripa karke sugandhit malayen, naveen kapur aur laung mishrit pan ki dibiya le jane wali apni anuchri bana leejiye.