Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 44
Shri radhike tav navodgam charuvritta
vakshojmev mukuladway lobhneeyam |
shronin dadhadras gunairupcheeymanam
kaishorkam jayati mohanchittachoram || 44 ||
श्रीराधिके तव नवोद्गम चारुवृत्त
वक्षोजमेव मुकुलद्वय लोभनीयम्।
श्रोणीं दधद्रस गुणैरुपचीयमानं
कैशोरकं जयति मोहनचित्तचोरम् ॥44॥
arth / vyakhya
he Shri radhike ! Kamal ki do kaliyon ke saman mohit karne wale aur naveen utthan (ubhar) ke karan manohar bane huye golakar stan yugal tatha nitamba pradesh ko dharan karne wala (visheshatya viksit karne wala), rasmay gunon se samriddh bana hua (aur) madanmohan ke chitt ko churane wala tumhara kaishorya (kishoravastha) vijay ko prapt ho raha hai.