॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 54

atisnehaduchchairpi cha harinamani grinat-
statha saugandhadyairbahubhirupcharaishcha yajat |
paranandam vrindavnamnuchrantam cha dadhto
mano me radhayAh padmridul padme nivastu || 54 ||
अतिस्नेहादुच्चैरपि च हरिनामानि गृणत-
स्तथा सौगन्धाद्यैर्बहुभिरुपचारैश्च यजतः।
परानन्दं वृन्दावनमनुचरन्तं च दधतो
मनो मे राधायाः पदमृदुल पद्मे निवसतु ॥54॥

arth / vyakhya

(Shri Radha charan-kamlo ke prati apne man mein sarvopri asakti ki kamna karte huye kahte hain ki) atyant sneh se tatha unche swar se Shrihari ke naam ka ucharan karte hue bhi tatha sugandhit tilak chandan aadi bahu prakaar ki samagriyon se unka pujan karte hue bhi evam Vrindavan mein vichran karte hue un parmananda swaroop ka dhyan karte hue bhi mera man Shri Radha ke komal charan kamlo mein nivas karta rahe.