Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 59
vrindaranya nikunj manjul griheshwatmeshwarin margayan
ha Radhe swavidagdha darshit patham kin yasi netyalpan |
kalindi salile cha tatkuch tati kasturika pankile
snayam snayamho kudehjamlam jahyan kada nirmal || 59 ||
वृन्दारण्य निकुंज मंजुल गृहेष्वात्मेश्वरीं मार्गयन्
हा राधे स्वविदग्ध दर्शित पथं किं यासि नेत्यालपन्।
कालिन्दी सलिले च तत्कुच तटी कस्तूरिका पंकिले
स्नायं स्नायमहो कुदेहजमलं जह्यां कदा निर्मलः ॥59॥
arth / vyakhya
shrivindavan ke sundar nikunj mandir mein apni swamini ko dhundhta hua aur (unse) yah kahta hua ki ‘ha Radhe! Apne chatur (priyatam) ke dwara dikhaye gaye marg par kyon nahi jati ho?’ main unke (Shri Radha ke) vakshasthal par lagi hui kasturi se mishrit shri yamunaji ke jal mein bar-bar snaan karta hua apne kutsit deh janit mal (kamadi) ko tyag kar kab nirmal banunga ?