Shri Radha Sudha Nidhi — shlok 60
padasparsha rasotsavam prantibhirgovinda mindeevar
shyamam prarthayitun sumanjulrah kunjashcha sammarjitum |
mala chandan gandha pugraswattambul satpanka
nyadatun cha rasaikdayini tav preshya kada syamham || 60 ||
पादस्पर्श रसोत्सवं प्रणतिभिर्गोविन्द मिन्दीवर
श्यामं प्रार्थयितुं सुमंजुलरहः कुञ्जाश्च संमार्जितुम्।
माला चन्दन गन्ध पूगरसवत्ताम्बूल सत्पानका
न्यादातुं च रसैकदायिनि तव प्रेष्या कदा स्यामहम् ॥60॥
arth / vyakhya
(Shri Priya ke) charnon ka sparsh hi jinke liye rasotsav hai (un) neel kamal ke saman Shyam Shri govinda ke prati pranamon ke sahit prarthna karne ke liye aur atyant manohar ekanta kunjon ka sammarjan karne ke liye tatha sugandhi se yukt mala chandan, raspurna tambul (pan ka beeda) evam sundar pine yogya padaarth (sharbat aadi) lane ke liye, he ras ki ekmatra datri (Shri Radhika)! Main aapki paricharika kab banungi ?