Shri Hit Sevak Vani — pad 9.sortha 7
shrihit akripa-kripa prakaran — kripa sortha
chhin- chhin bihrat sang, chhin chhin nirakhat prem bhari |
chhin jas kahat abhang, yah ju kripa Harivansh ki ||
छिन- छिन बिहरत संग, छिन छिन निरखत प्रेम भरि।
छिन जस कहत अभंग, यह जु कृपा हरिवंश की॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — shrihit path-prdarshni tika)
Shri harivanshchandra ki kripa prapt ho jane par premi pratyek kshan yugal sarkar ke saath Shri ban mein vihar karta, kshan-kshan mein prem se paripurit netron se unki mahamdhur chabi ka darshan karta aur kshan-kshan mein unke shashwat yash ka masti ke saath gaan karta hai. Swami Srihitdas ji maharaj