Shri Hit Sevak Vani — pad 9.sortha 9
shrihit akripa-kripa prakaran — kripa sortha
tripit na manat nain, kunjrandhra avloki tan |
yah sukhakhat banain na, yah ju kripa Harivansh ki ||
तृपित न मानत नैंन, कुंजरन्ध्र अवलोकि तन।
यह सुखकहत बनैं न, यह जु कृपा हरिवंश की॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — shrihit path-prdarshni tika)
yugal kishor ke aikantik vihar ko kujja-ranbhron (chhidron) se avlokan karte rahne par bhi mere netr tripti nahi mante. Yah sukh kul kahte nahi banta [is divya sukh mein sarabor kara dena] yah Shri harivanshchandra ki kripa hai.