shrivindavan nav-nav kunj | Shri Harivansh prem-ras punj ||
Shri Harivansh karat nit keli | chhin-chhin prati nav-nav ras jheli ||
kabhunk nirmit taral hindola | jhulat phulat karat kalola ||
kabhunk nav dal sej rachavhin | Shri Harivansh surat rati-gavhin ||
श्रीवृन्दावन नव-नव कुंज। श्रीहरिवंश प्रेम-रस पुंज॥
श्रीहरिवंश करत नित केली। छिन-छिन प्रति नव-नव रस झेली॥
कबहुँक निर्मित तरल हिंडोला। झूलत फूलत करत कलोला॥
कबहुँक नव दल सेज रचावहिं। श्रीहरिवंश सुरत रति-गावहिं॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — shrihit path-prdarshni tika)
shrivindavan ki naveen-naveen kunjen hi mano Shri Harivansh ke prem ras ki punja (samuh) hain. Unhin kunjo mein pratikshan nitya nutan ras ka 'pan karte hue Shri Harivansh hi yugal rup se manon nirantar krida karte rahte hain. Kabhi taral (chanchal) hindol ki rachna karle hain, to kabhi usmen yugal kishor ko jhulate-jhulte, prasann hote aur kilol karte hain. Phir kabhi naveen-naveen komal pallavon ki shaiyya rachte aur (usmen yugal kishor ki rati keli sampanna karke) aap surat rati ka gaan karte hain. Shrivindavan ki nav nikujjo mein yugal ki prem-keli ke varnan nimnalikhit pado evam shloko mein milenge- Swami Srihitdas ji maharaj aaju prabhat lata mandir mein aaju nivhunj manju mein . „ malavli tori ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 7) manjul kal kunj des ..„ pavni ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 11) aaju dekhi braj sundari ..... Chashak jheli ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 17) dekht nav nikja suni sajni..... Sukumar ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 30) vipin ghan vhunj ratikeli ...... Sangramini ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 46) naval nagri naval ...... Antar sachi ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 50) adya Shyam kishor mauli rahah randhashchitam ॥ (Shri radhasudhanidhi shlok sankhya 167) anang jai mangal dhwanit . 55 ...... Ranotsave jrimbhate ॥ (Shri radhasudhanidhi shlok sankhya 224) 'sanlapmuchchhaladnang tarang mala, rinomyadurat ॥ (Shri radhasudhanidhi shlok sankhya 45) ra -- ityadi. Shad shri sebakbani-tika ( chaturtha prakaran ) (2) ““kabhunk nirmit taral hindola -'' hindol ka varnan jin pad evam shloko mein hai ve ye hain- (ka) jhulat dou naval kishor, ... Anchal ki chor ॥ (hitra-chaurasi pad sankhya 35) (kh) kabuhu kabuhu chandan taru ...... Kilol ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 57) (ga) latakti phirti jubti ras phuli . Sajeevan muli ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 77) (ba) kshanam madhur ganat . Ti ... Keli Vrindavane ॥ ( Shri radhasudhanidhi shlok sankhya 166) (3) “ kabhunk navdal sej rachavain '' kitne hi pad evam shloko mein naveen kishlay dalon se shayya rachne aur tadupranta vihar karne ka varnan hai. Unki bhi sankhya suchna niche di jati hai - (ka) komal kislay sainn supesal ......gori ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 7) (kh) kislay dal rachit sainn..... Manini ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 11) (ga) kislay sainn rachit .. Raj ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 27) (gh) naval nagri naval nagar sachi ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 50) nama” Swami Srihitdas ji maharaj 145 (na) jagrin nivkunj ainn ... Sarri ॥ (hit-chaurasi pad sankhya 76) (cha) sanket vkujjamnupallavmastareetun...... Kataksham. (Shri radhasudhanidhi shlok sankhya 31) (chha) sanket kunj nilye mridu vrishbhanuputreem ॥ (Shri radhasudhanidhi shlok sankhya 42) .- ityadi. Surtanta chavi varnan ka sanket -