॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Sevak Vani — pad 4.8

shrihit vani pratap prakaran

Shri Harivansh gira-jas gaye | Shri Harivansh rahat sachu paye ||
Shri Harivansh naam parsanga | Shri Harivansh-gaan ik Sanga ||
man-kram-vachan kahun nit tere | Shri Harivansh pran-dhan mere ||
sevak Shri harivanshhi gavai | Shri Harivansh naam rati pavai ||
श्रीहरिवंश गिरा-जस गाये। श्रीहरिवंश रहत सचु पाये॥
श्रीहरिवंश नाम परसंगा। श्रीहरिवंश-गान इक संगा॥
मन-क्रम-वचन कहौं नित टेरे। श्रीहरिवंश प्राण-धन मेरे॥
सेवक श्रीहरिवंशहि गावै। श्रीहरिवंश नाम रति पावै॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — shrihit path-prdarshni tika)

Shri Harivansh ki vani ka yashogan karne se shriharibans prasannata prapt karte hain; (ya shriharibans kau vani ka gaan karne se shri ha-ri-vam-sh rup chaturwayuhatmak parikar yugal, van aur ali sabhi sukh prapt karte hain. ) shrauhribansh ka naam aur Shri Harivansh ki vani ek hi sannga rahti hain- donon mein abhed hai. Main man, vachan evam karm se ter-ter kar spasht kahta hoon ki mere prandhan Shri harimbansh hi hain. Yah sevak shriharibans ka hi gaan karta aur uske phalaswarup shriharibans ke naam mein rati ho, yah chahta hai anya kuch nahi. Mul- (9) 'jayati jagdees-jas jagamgat jagat-guru, jagat bandit su Harivansh bani. 2 2 Srihitdas ji maharaj