॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Sevak Vani — pad 1.6

shrihit jas vilas prakaran

Mathura mandal bhumi apuni | jaha ‘baad’ prgate jag dhani |
bhani avni var aap mukh ||
shubh vasar shubh riksha vichari | Madhav mas gyaas ujiyari |
narinu mangal gaiyau ||
tachchhin dev-dundubhi bajiye | jai-jai shabd suran mili kiye |
hiyain sirane sabni ke ||
Tara janni Janak rishi vyas | jas barnaun Harivansh vilas
Shri harivanshhi gai haun ||
मथुरा मंडल भूमि आपुनी। जहाँ ‘बाद’ प्रगटे जग धनी।
भनी अवनि वर आप मुख॥
शुभ वासर शुभ ऋक्ष विचारि। माधव मास ग्यास उजियारि।
नारिनु मंगल गाइयौ॥
तच्छिन देव-दुन्दुभी बाजिये। जै-जै शब्द सुरन मिलि किये।
हियैं सिराने सबनि के॥
तारा जननि जनक ऋषि व्यास। जस बरनौं हरिवंश विलास
श्रीहरिवंशहि गाइ हौं॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — shrihit path-prdarshni tika)

Mathura mandal (ya braj mandal ki) bhumi jo aapki apni (nitya) bhumi hai uske antargat “baad' namak gram mein sampurn vishv ke Swami ye shri harivsham Chandra prakt hue. Is traj-mandal ki shreshtha ka gaan aapne swayam shri mukh se anyatra kiya hai. Aapka prakty shubh din, shubh nakshatra, evam shubh lagna-vichar mein chaishakh mas ki Shukl paksheey ekadshi ko hua. Tan janm ke samay nariyon ne magal gaan kiya aur devtaon ne dundubhiyan bajayi aur jai-jai-jai ke shubh shabd ucharan kiye. Aapke janm se sabke hriday ko 'tippni- Tara-vyas=Shri Harivansh Chandra ki mata tay rani thin. Param bhakat raj 'kulacharya shri vyas ji maharaj, shrihit Harivansh Chandra ke pita tho baad-braj mandal mein madhu se sat meel duri par sthit ek gram jo Shri hitacharyachran ki janm bhumi hai. Swami Srihitdas ji maharaj 77 sheetalata-shanti mili. Jinki mata shri Tara rani aur pita rishi Shri vyas Mishr hain, main dan Shri Harivansh ke vilas ka yashogan karta ham. Aur anta tak unhin ka gaan karunga. Mul- (7) Shri bhagwat ju shuk uchchari, ttaisi vidhi ju vyas“ vistari. Kari nand jaisi huti ॥ ghar-ghar toran 'bandanwar, ghar-ghar prati chitrahin darbar. Ghar-ghar panch shabd chajiye ॥ ghar-ghar dan pratigarh hoi, ghar-ghar prati nirtat sab koi. Ghar-ghar mangal gavhin ॥ ghar-ghar prati ati hot hulas, jas barnau Harivansh vilasa shri harivanshhi gai haun ॥ avartha- Shri shukdev ji ne Shri madbhagwat mahapuran mein jaisa kuch shrikrishna janmotsav ka varnan kiya hai aur bhagwan‌ ved‌-vyas ne use granth rup mein vistrit kiya likha hai evam shri nanda ray ji ne jis tarah varnit vishay ko pratyaksh karke dikhaya arthat‌ bade utsah se shrikrishna janmotsav manaya. Tadwat‌ “baad” gram mein bhi ghar-ghar mangal stambha aur bandanwar-tornen sajayi gayin. Ghar-ghar mein pratyek ne apne * 'chyaas' shabd is pakti mein shlesh hai jiske anusaar “vyas” ka arth vyas Mishr karke puri pavit ka arth yah bhi ho sakta hai ki hit harivanshji ke pita vyas bhishna ne utsav ka usi prakaar vistar kiya jaisa pehle Shri nandaray ji ne kiya tha. Kak dwaar, deevaron par chitra vichitra rachna kar hriday ka ullas prakt kiya. Waha ghar-ghar mein mangal-suchak pancha shabd (dundubhi aadi) 'bajne lage, pratyek ghar mein dan diye jane lage aur ghar-ghar prati nritya gaan rag rang ka samaroh pragat hone laga. Sab log chyaas-suban ke janm ke anand mein barkar nachne lage. Is prakaar ghar-ghar mein sab log mangal gane lage aur baad-gram ke ghar-ghar mein anand ka ullas hone 'laga. Main aise mangalmay shrohrivansh ke vilas ka yash-gayan karta hoon. Aur unhin ko gaunga bhi. Premavtar shrihit Harivansh Chandra ke prakt hone ke pashchat‌ samasth charachar mein kis prakaar sukh aur anand chhaa gaya; uska varnan karte hain-