॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Sevak Vani — pad 6.13

shrihit dharmi-kritta prakaran

nit Shri Harivansh su naam kahain | nit Radhika-Shyam prasann rahayn |
nit sadhan aur nahi tinkain | sukh sampati dampati ju jinkain
नित श्रीहरिवंश सु नाम कहैं। नित राधिका-श्याम प्रसन्न रहैं।
नित साधन और नहीं तिनकैं। सुख सम्पति दम्पति जू जिनकैं

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — shrihit path-prdarshni tika)

jo nitya nirantar * Shri Harivansh' yahi sundar naam kahta rahta hai us par Shri Radhika evam shri-shyam-sundar bhi nitya prasann rahte hain. Jiske liye sukh sampatti dampati ju sarvasv hain, phir unke liye aur-aur sadhno kau kya avshyakta hai? Arthat‌ unke liye to aur sadhnan ka mahatva hi nahi hai. Mul- (dab) jab Radhika sham prasann bhay. Tab nitya samip su khainchi laye ॥ haribansh samip sada tinkain. Sukh sampatti dampati ju jinken ॥ bhavaarth- jab [ Shri Harivansh-kripa se] Shri Radha evam Shri Shyam prasann hue to unhone [us kripapatra adhikari jeev ko] apne samip sada ke liye khinch liya, jaha par Shri Harivansh Shri yugal kishor ke samip nitya virajte hain, phir to aise kripapatra ke liye sukh ki sampatti Shri yugalkishor Shri radhavallabhlal to unke apne hi hain. Bhul (15) nit nit Shri Harivansh-naam, chhin-chhin ju ratat nara