॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Sevak Vani — pad 8.6

shrihit anannya tek prakaran

jo bahu man karai kou mero, kiyen bahu manat nahin bardai |
jo apman karai kou kaihun, kiye apman nahi laghutai ||
Shri Harivansh-gira ras sagar, maanjh maganna sabai nidhi pai |
jo Harivansh tajaun, bhajaun aurhin, tau mohi Shri Harivansh duhai | |
जो बहु मान करै कोउ मेरौ, कियें बहु मानत नाहिं बड़ाई।
जो अपमान करै कोउ कैहूँ, किये अपमान नहीं लघुताई॥
श्रीहरिवंश-गिरा रस सागर, माँझ मगन्न सबै निधि पाई।
जो हरिवंश तजौं, भजौं औरहिं, तौ मोहि श्रीहरिवंश दुहाई।।

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — shrihit path-prdarshni tika)

yadi koi mera atyadhik man-sammaan kare to bhi main uske dwara kiye apne is ati-sammaan ko apni kuch badai (prabhuta) nahi manta aur yadi koi mera kisi prakaar ka apman bhau kare to uske aisa karne (apman karne) par apni laghuta (chhotapan) nahi manta kyonki maine to Shri Harivansh-vani rupi ras samudra mein magn hokar sampurn anand nidhi pa li hai; isliye [mujhe in dwanddon ka koi dhyan hi nahi hai aur jinki kripa se yah sthiti prapt hui hai un] Shri Harivansh ko chhod kar main kisi aur ka bhajan karu to mujhe unhin Shri Harivansh 'ki hi duhai (shpath) hai. (arthat‌ mein Shri harinvansh ko hi sarwasar jankar anannya bhav se unka hi bhajan karta hoon. )

tippni: premion ki ek tek hoti hai, ve jise sweekar kar lete hain phir use chhodna to jante hi nahi; kyonki unka prem nihswartha aur keval prem ke liye hota hai. Unka yah pran hota hai- hajarte “dag' jaha baith gaye baith gaye. Aab karke uthenge ya mar ke uthenge. Isi prakaar yahan Shri sevakji, Shri Harivansh ko na chhodne ki baat Shri Harivansh ki hi shpath ke saath prakt kar rahe hain; isse unki dudh-nishtha aur priti ka pata to chalta hi hai par saath-saath yah bhi gyaat hota hai ki unhone Shri harivanshchandra ki kripa se koi aisa param labh avashya paya hai, jiske bal par ve sare karm, dharm, yog, yam, niyam, gyan, moksh upasnaon ki vasna ke tyagpurwak Shri Harivansh ke hi bhajan karne ki shpath le rahe hai. Us labh ka unhone sanket bhi kiya hai- “Shri Harivansh gira ras sagar maanjh maganna sabai nidhi pai. '' aur ““shriharibans ke naam-pratap kau labh lahyau so kahyau nahin jai. '' aapke ye vakya Harivansh ke anannya premi upasako ke hriday mein vishwas, shraddha, sneh aur dudhta utpann karne wale hain. Yah baat bhi vicharneey hai ki Shri sevak ji ne is chhand mein jo duhai di hai wah kiski hai? Wah duhai kisi sadharan vyakti ki to hai nahi; wah hai apne sadguruvarya Ishtdev ki. So bhi ek do bar nahi pratyek chhand mein anta tak sat-sat bar duhai.di hai aapne. Isse unki dudhta aur vishwas ka jo prakash prakt hota hai, wah sadh kon ki vishesh vastu hai-is upasna ka sacha avlamba hai. 'mul- Cs) kahi ban keli nivhunj nikunjni, nav dal nutan sej rachai. Nath biransi-biransi kahi tab, so rati taisi thaun kaise bhulai ॥ Swami Srihitdas ji maharaj 2995 satwar uthe maha madhu piwat, madhyuri bani mere man bhai. Jaun Harivansh tajaun bhajau aurhin, tau mohi bhreehrivansh duhai ॥ avartha- Shri Harivansh Chandra ne apni vani mein varnan kiya hai- Shri vrindavat ki prem krida ka. Us krida mein aapne kujja-nikujjon mein naveen kishlay dalon se nutan shayya rachna ka varnan kiya hai. ' vihar ke pravah mein priyatam ne ' virmi virmi' ye jo shabd kahe hai” ve jis priti 1. Chan ki kunjni kunjni dolni niksat nipat sankri beethinu parsat nanhi nicholni ॥ 'pratkal rajni sab jage suchat sukh doog lolni. Alaswant arun ati vyakul kachu upjat gati golni ॥ nirna bhukuti chadan ambuj mrid‌ saras haans madhu bolni. Ati aasakt lal ali lampt bas keenen binu molni ॥ vilulit sithil sham chhuti lat rajat ruchir kapolni. Rati viprit chumban parirambhan chibuk Charu tak tolni ॥ 'kabuhu shramit kislay sijya par mukh anchal jhakjholti. Din irivans dasi hiy seenchat varidhi keli kalolni ॥ ₹- nagri nivhunj ain kislay dal rachit sainn, kok kala kusal vhumbri ati udaar ri. Surat rang ang ang hav-bhav bhrikuti bhang, mathuri tarang mathat koti mar ri ॥ sukhar nupurni subhav kkikni vichitra rav, ““virmi virmi'' nath vadat var vihar ri. Se kahe hain, wah rati bhala kaise bhulai ja sakti hai? Isi prakaar aapke dwara varnit bhav ki “' Shri Lalji, priyaji ka maha madhur adhramrit 'pikar jagrit ho uthe ", iski madhurta mere man ko atyadhik priy lagi. Shri sevak kahte hain ki Shri Harivansh-vani ke is maha madhur ras ka aswadan karke bhi yadi main Shri Harivansh ko chhodkar anya kisi ka bhajan karu to mujhe Shri Harivansh ki hi duhai hai. Ladili kishor raj hans hansni samaj, seenchat 'Harivansh' chain suras sar ri ॥ 3. Vihrat don pritam kunja anupam gaur sham sobha an varshat sukh punj ॥ ad‌bhut khet maha Manmath kau dundubhi Bhushan rava jujhat subhat paraspat ang ang upjat kotik bhav ॥ bhari sangram shramit ati abla nidrayat kal jainn. Piy ke ank nisank tank tan alas jut krit sainn ॥ lalan mis atur piy parsat uru nabhi urjat. Adbhut chhata viloki avni par vithkit bepath gata nagri nirakhi Madan vish vyapit diyau sudhakar dheera satwar uthe mahamdhu piwat milat meech miv tir ॥ abhin main mukh madhya viloke jimbadhar su rasal. Jagrat jyo bhram bhayau partha man sat mansij kool jala sakridpi mayi adhramritmupnay sundri sahaj sneh. Tav pad pankaj kau nisu mandir palay sakhi mam deh Priya kahti kahu kaha hute piy nav nikunj var raja sundar bachan rachan kat vitrat rati lampt binu kaja. Itnau shravan sunat manini mukh antar rahan na dheera mati katar chirhaj dukh vyapit bahutar swas samir ॥ (ashri) hit harivans bhujni akarpe lai rakhe ur manjha "mithun milat ju kachuk sukh upajyi tuti lav miv bhai sanjha ॥. Swami Srihitdas ji maharaj ““nath birammi birammi kahi '' yugal sarkar ke aikantik rati vihar ke avsar mein tatsukh bhav ki purnata se Shri Lalji ne Shri priyaji ke prati “vishram leejiye; “vishram leejiye ' ye vakya kahe hain. Yah aisi dasha hai jab nayak apna aur nayika apna sukh chahti hai, kintu yahan donon ko swasukh ki koi ichchha nahi hai. Is divya bhav ki jhanki aapki vani hi mein milti hai. Is jhanki ke liye “hit chaurasi pad sankhya 76 dekhiye. ' isi prakaar “kahi ban keli nivthunj nivhunjni'' aur ““satwar uthe maha madhu piwat'' in bhavon ki jhanki bhi hit chaurasi ke pado mein milti hai. Mul- (8) bhuj ansan deenen biloki rahe, mukh chand ubhai madhu pan karai. Apu viloki hadai kiyau man, chibukka sucharu praloi manai ॥ Shri Harivansh bina yah het, 'ko janain kaha ko kahai samujhai. Aaj ati rajat dampati bhora surat rang ke ras mein bhine chagri-naval-kishor ॥ ““ansni par bhuj diyen vilokat Indu chadan vivi or. Karat pan ras matt paraspar lochan trashit chavkor ॥ '' chhuti latni lal man karanyau ye yake chit chora charirambhan chumban mili gavat sur mandar kal ghor