Shri Hit Yamunashtak — shlok 3
brajendra sunu Radhika hridi prapuryamanyo-
rmaha rasabdhi puryo rivati teevr vegat |
bahih samuchchhalannav pravah rupineemham-
bhaje kalinda nandinin durant moh bhanjneem || 3 ||
ब्रजेन्द्र सूनु राधिका हृदि प्रपूर्यमाणयो-
र्महा रसाब्धि पूरयो रिवाति तीव्र वेगतः ।
बहिः समुच्छलन्नव प्रवाह रूपिणीमहं-
भजे कलिन्द नन्दिनीं दुरंत मोह भंजनीम् ॥3॥
arth / vyakhya
vyakhya: Shri nandanandan aur Shri Radhika ke hriday mein purn rup se bhara hua maha ras-sagar ka ullas hi manon teevr veg se bahar uchal kar jinka nitya naveen pravah ban gaya hai evam jo duranta moh ko nasht karne wali hain, main un kalindanandini Shri yamunaji ka bhajan karta hoon.