Shri Hit Yamunashtak — shlok 5
vahantikan shriyan harermuda kripa swarupinin-
vishuddh bhaktimujjwalan pare rasatmikan viduh
sudha shrutitwalaukikin paresh varn rupinin-
bhaje kalinda nandinin durant moh bhanjneem || 5 ||
वहंतिकां श्रियां हरेर्मुदा कृपा स्वरूपिणीं-
विशुद्ध भक्तिमुज्ज्वलां परे रसात्मिकां विदुः
सुधा श्रुतित्वलौकिकीं परेश वर्ण रूपिणीं-
भजे कलिन्द नन्दिनीं दुरंत मोह भंजनीम् ॥5॥
arth / vyakhya
vyakhya: jo Shrihari ki Shyam kanti ka mod purvak vahan karti hain, jo sakshat kripa swarupini hain, jo param rasamyi ujjwal evam vishuddh bhakti swaroopa hain, jo amrit ki alaukik dhara swaroop hain, jinka varn param prabhu shrikrishna ke Shyam rang ke saman hai evam jo duranta moh ko nasht karne wali hain, main un kalindanandini Shri yamunaji ka bhajan karta hoon.