॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Vrindavan ka rahasyamyi nikunj kaha hai aur kyon hai adbhut? Pujya maharaj ji se jane! 🙏🏻

▶ YouTube

rasik vani ki vyakhya (hit varta) — upar video mein sunen.

pura pravachan

jai jai nikunj kahan hai aur yah kya hai? Nikunj wah sthan hai jahan priyal virajman hai aur unki seva mein sahachriyan lagi hui hai. Vrindavan ke bhi kai rup. Ek braj Vrindavan, ek yah Vrindavan aur ek nij Vrindavan. To yah jo Vrindavan hai yah braj Vrindavan se bhi alag hai. Pure braj ko Vrindavan kah rahe hain. Lekin uska bhi hriday sthal yah Vrindavan hai aur iski hriday sthal wo nij Vrindavan hai. Priyal ka nij bag hai. Jo wahan Priyalal virajman hai. Apni keli kar rahe hain. Apni leela kar rahe hain. Sahachriyan unke sang mein unki seva mein us Vrindavan mein nij Vrindavan mein yani ki nikunj mein keval priyal unki sahachari aur shri Vrindavan inke alawa chauthe ka pravesh nahi.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Hit Vaarta (YouTube)

sambandhi