॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

asht sakhiyon ka nikunj pravesh: kya hai iska rahasya?🌺🙏🏻

▶ YouTube

rasik vani ki vyakhya (hit varta) — upar video mein sunen.

pura pravachan

nikunj mein sirf sakhiyon ka pravesh hai to sirf asht sakhiyon ka pravesh hai. Mukhya rup se aap kah sakte hain is baat ko. Lekin dhruvdas ji kah rahe hain 42 leela mein raj ke kanon ko aur taron ko gin sakte hain lekin sakhiyon ki sankhya nahi hai. 1 lakh sakhiyon ka ek yooth bata rahe hain aur har yooth ki ek hed sakhi hai aur aise anginat yooth hain. To nikunj mein sakhiyon ki koi sankhya nahi hai. Haan mukhya rup se dekha jae to Lalita vishakha champkitra tung vidya rang devi sakhi siddh sudevi aur indulekha yah aath sakhiya hain.

inke alawa nauvin jo hain wah banshi ali hain. Hitsajni hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Hit Vaarta (YouTube)

sambandhi