॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

adhi raat ko hi kyon manate hain Janmastmi? 🤔🙏🏻🦚

▶ YouTube

rasik vani ki vyakhya (hit varta) — upar video mein sunen.

pura pravachan

shri Harivansh maharaj ji Janmastmi par adhi raat ko bhagwan Krishna ka janm utsav manane ka kya mahatva hai? Jo nikunj upasna hai ismen koi janmotsav nahi hai inka. Yah to ajnma hai. Inka janm nahi hai. Yah braj leela ka khel hai. To usmen yah sare utsav manaye jaate hain. Radhavallabh sampraday mein thoda sa dekho aapko khade hone ke liye samjhne ke liye jaise ishara diya jaata hai ki wah dekho neem ke ped ke upar chandrama. To kya neem ke ped ke upar chandrama ho gaya? Nahi. Wah aapko samjhane ke liye isiliye samjhane ke liye kuch braj lilaon ke kuch udaharan diye gaye hain.

yahan vishuddh nikunj bhakti hai. Vishuddh vrindavni upasna hai. Yahan pe Krishna ya kisi ka janm nahi hai. Yah to ajnma hai shri Krishna.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Hit Vaarta (YouTube)

sambandhi