॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

shri ji ka charanamrit chadne se bholenath itne prasann kyon hote hain? Kya hai rahasya? | Sawan 2025

▶ YouTube

rasik vani ki vyakhya (hit varta) — upar video mein sunen.

pura pravachan

hamare Radha vallabh lal shiv ji ke hriday se prakt hue hain. To kya ham shiv ji ko jal arpit kar sakte hain? Isse ham apne hit dharm se alag to nahi rah jaenge? Radha vallabh lal ka snaan kara ke unka charanamrit usse unka abhishek karo to wo khush honge. To yah galat nahi hai. Agar aap jal chadha rahe hain. Shankar ji bade khush hokar unka swagat karte hain. Unko hriday se lagate hain. Shri Harivansh maharaj ji hamare Radha vallabh lal shiv ji ke hriday se prakt hue hain. To kya ham shiv ji ko jal arpit kar sakte hain?

isse ham apne hit dharm se alag to nahi rah jaenge? Radha vallabh lal ka snaan kara ke unka charanamrit usse unka abhishek karo to wah khush honge. Wah khush honge isse kyonki unke isht ka charanamrit unhen milega to Radha vallabh lal ka charanamrit jab shankar ji ko milega to wah bahut prasann hote hain. Ek ghatna batte hain. Ek sajjan the wo bole ki ham mansarovar ja rahe hain darshan karne Kailash pe. To hamne theek hai unko ek sheeshi mein chhoti sheeshi mein kyonki phlait mein le jane nahi dete hain zyada jal to ek chhoti si yetra ki 10 eml ki sheeshi mein charanamrit diya shri ji ka yah batane ke liye nahi hai ye atishyokti hogi lekin phir bhi yahan par aap charcha chali hai to thoda sa bata rahe hain us vishay par charanamrit diya unko ki yah le jana aur mansarovar jheel dal dena khol ke charanamrit wo unhone jis din pahunche us din kafi thakan thi to raat mein so gaye raat rukna tha wahan pehle unhone jaate hi wahan pe wo dali hai aur ab wahan tenton mein sote hain.

unhone bataya aake tenton mein so rahe the. Raat mein ekdam se 2:00 baje kyonki lagbhag nind khuli hai. Ham apne tent se bahar nikal ke dekha. To aisa adbhut najara aur bhi log the. Unko koi ko kuch nahi dikh raha tha. Mujhe dikha hai. Maine auron se charcha kari to aisa kuch unhen nahi dikha ki jaise Tara upar se aa raha hai aur jheel mein mansarovar mein gota laga ke phir wo wahin ja raha hai. Aa raha hai aur ja raha hai. Hazaron ki sankhya mein lakho ki sankhya mein tare aae hain. Dubki lagai hai aur phir upar pahunche hain.

aisa prakt dikh raha tha. To yah phir wah bole ki yah aapki baat yad aa gayi jo aapne yah charanamrit diya uski kripa se yah alaukik darshan hue. Wahan par aapke purannon mein sab jagah varnan hai ki wahan par apsraen snaan karne aati hain. To shayad unka bhav wo Radhavallabh nahi the. Lekin phir bhi wah gaye to unko utne darshan hue wahan aur aise kai logon ko keval wahin nahi aur sab jagah jahan shankar ji virajman hai unko charanamrit arpit karne se bahut labh mila hai. To yahan shankar ji bade khush hoke unka swagat karte hain.

unko hriday se lagate hain. Aur yah bhi dekha gaya hai ki jo shankar ji ke param bhakt hote hain, phir wah last mein Radha vallabh lal ki seva mein aa jaate hain. Aise ek nahi saikadon udaharan milenge jo shiv bhakt jeevan bhar unhone shiv ji ka tapasya kari. Sab kuch kiya. Unki puja path vrat niyam sab rahe. Lekin baad mein unko yahi rasta dikhti hai. To yah galat nahi hai. Agar aap jal chadha rahe hain. Jal chadna ab yahan par sampraday ke hisaab se agar dekha jae to wo uchit nahi hai. Isliye hamne kya kaha? Charanamrit.

aap chadhaenge to kahin koi dosh nahi.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Hit Vaarta (YouTube)

sambandhi