॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Pyari Tum Kaun Ho Ri || Sanjhi Utsav Pad | Shri RadhaVallabh Mandir - Mohit Maral Goswami

▶ YouTube

rasik vani ki vyakhya (hit varta) — upar video mein sunen.

pura pravachan

shri Harivansh sanjhi leela ka ek pad surdas ji krit hai jo bahut accha lagta hai usmen bhav yah hai ki Priya ji phool beenna ja rahi hai lal ji rok rahe hain aur lal ji ke sakha yah braj leela se sambandhi hai surdas ji ka pad lal ji ke sakha aur sakhiyon ke beech mein thodi si bahsi hai pyari tum kaun Hori phalwa banan hari pyari tum kaun na Hori phulwa bi nan hari neh lagan ko bano bagichi phool rahi phulwari neh lagan ko bano bagichi phul rahi phulwari aap Krishna ban mali aae aap Krishna banma li aae tum bolo kyon na pyari pyari tum kaun ho ri phulwa banan hari has Lalita jab kayo Shyam so ye vrish Bhanu dulari has Lalita jab kayo Shyam so ye vrish Bhanu dula tumro kaha lage ya van mein tumro kaha lage ya van mein rokat gail hamari pyari tum kaun Hori phulwa banan hari Shyam sakha sakhi an samjhave hat na karo meri pyar Shyam sakha sakhi an samjhave hat na karo meri pyari phal drum van vatika sughar ke phal drum van vatika sughar ke ham hi hai rakhwari pyari tum kaun Hori phulwa banan hari Radhe jhu phal phool liye

hain vivid sugandh sambhri Radhe jhu phal phool liye hain vivid sugandh samari sur Shyam Radha mukh nirakh sur Shyam Radha mukh nirakh ektak rahe nihar pyari tum kaun Hori phulwa bi nan hari is pad mein surdas ji kah rahe hain sari tum kaun ho jo phool beenne yahan aa gayi ho neh neh lagan ko bano bagichi phool rahi phulwari prem ki lagan se yah bagichi seecho bhyo hai aur ismen jagah jagah phulwari phool rahi hai aap Krishna banwali aae samne shr Krishna aae hain aur tum bol kyon nahi rahi ho pyari Lalita ji ne jab Shyam ji

se kaha hai Krishna ji se kaha hai ki yah Vrishabhan dulari hain aur tumhen kya hai jo hamare is van mein jane ki rasta ko rok rahe ho phir Shyam sakha sakhiyon ko samjha rahe hain ki hat mat karo pyari ye jitne bhi yahan par phal drum van vatika jitne bhi hai yah phal hai ped hai ye van hai yahan ki jagah-jagah bagiche hain ye in sabke ham hi hai rakh wari Radhe ju phal aur phool liye hain aur sang mein vivid sugandh se mahak rahi hai phulwari aur wah pura ilaka jahan par Priya ji phal phool liye khadi hain lekin udhar kuch alag hi leela chal rahi hai surdas ji kah rahe hain ki Shyam Radha ka mukh nirakh rahe hain Shyam Priya ji ka mukh nirakh rahe hain kaise bina palak jhapkae unko hi nihar rahe hain bada sundar varnan kiya hai surdas ji ne yah adbhut pad hai hai braj leela ka nij leela ka nahi hai lekin yah phir bhi bahut sukh deta hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Hit Vaarta (YouTube)

sambandhi