॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

dviti leela:vaidhik gyan leela bhag – 4

▶ YouTube

rasik vani ki vyakhya (hit varta) — upar video mein sunen.

pura pravachan

re man ali sun chhuve jin vishay suman sath mand yugal charan Arvind ko karah pan makrand are man man ko yahan upma de rahe hain bhaura se ali are man rupi bhaura sun tu mat sparsh kar vishay rupi in saikadon foolon ko hazaron foolon ko inka sparsh mat kar tu to keval yugal charan Arvind ko yugal charan rupi jo kamal hai unhee ke makrand ka pan kar man panchhi ab pare hi jin jagat moh ke jal tab to koh hai kathin bada hai dukh vishal ab yahan man ko pakshi ki upma dete hue kah rahe hain are man rupi panchhi ab tu jagat ke moh ke jal mein mat phas agar agar phas gaya to tujhe bahut kathin hai usmen se nikalna aur dukh bahut badhega.

dukh hi dukh milega har jagah. Vishay chuga jin chuge man chugat kachuk sukh ho. Phir phansi aisi pare te sam dukh na koi vishay rupi chuga dana mat chug agar chugega to kuch sukh hoga lekin phir aisi phansi lagegi aisi phansi lagegi ki uske saman dukh koi aur hai hi nahi re man kabahu jae jin bhul vishay man rang man math thag marat tahan liye bahut thag sang sang are man tu kabhi mat ja vishay rupi marg par vishyon ki taraf mat daud kyon man mat thag marat tahan manmat man ko bhi mat dene wale aap na kar rahe hain khub konphidens hai ki main yah kam nahi karunga lekin wahan aise log milenge ki aapke man ko bhi mat denge jahan aap dridta le gaye the na karte hue ki nahi karunga nahi karunga lekin wah aapke man ko bhi mat math denge aur apna kam karva lenge aur wah keval manmat thag marat tahan liye bahut thag sang apne sang mein aur thagon ko bhi unhone laga rakha hai to is rasta par vishay rupi rasta par mat jao jab lag man chhanat nahi sab batan ko lobh tab lag hi upjat nahi yugal prem ki gob jab tak man tu sab baton ka lobh nahi chhodega tab tak hriday mein yugal prem ki bel nahi upjegi.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Hit Vaarta (YouTube)

sambandhi