॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

tritiya leela::ath man shiksha leela bhag - 2

▶ YouTube

rasik vani ki vyakhya (hit varta) — upar video mein sunen.

pura pravachan

dekho prem vilas Vrindavan ghan kunj mein jinke yah upas eso sang jo kijiye. Dhruvdas ji is sortha mein kah rahe hain dekho prem vilas Vrindavan ghan kunj mein Vrindavan ki kunjon mein jo keval prem vilas hi dekhte hain aur jinke yah upas jinke yahi upasna hai. Eso sang jo kijiye eso ka sang karen. Age doha kah rahe hain nav kishor sukh war tan range prem ke rang jinke hi mein basat dhruv tin so kar dhruv sang nav kishor sukh mar tan range prem ke rang prem mein range hue yugal jinke ha mein basat dhruv jinke hriday mein baste hain unka sang kar unke rang mein rang kathin hai rasik ananyata rahat na man ek thor rai ke sam chalat hi hot aur ki aur bahut kathin hai rasik ananyata yahan thoda sa bata den ananyata jo shabd aaya hai ananyata ka shabdik arth hai anya na thoda aur vistar se aapko samjha den sahaj

mein ek aapne dharm mein suna hoga pativrata dharm pativrata stri pativrata nari ek ek pati isi tarah se bhakti marg mein ananyata ek jahan do nahi hai ek to yahan kah rahe hain kathin hai rasik ananyata yah rasik ananyata bahut kathin hai ki man ek ke alawa kahin na chale kyonki man rahat na man ek thor man ek jagah nahi rahta lekin hamen ananyata hi chahiye age udaharan de rahe hain rai ke sam chalat hot aur ki aur agar ananyata mein ananyata ke siddhant mein rai ke dane ke barabar bhi agar ham siddhant vihin hote hain to hot aur ki or kahin jana hai aur kahin paunchenge.

hamma

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Hit Vaarta (YouTube)

sambandhi