॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

chauthi leela:Vrindavan sat leela bhag - 5

▶ YouTube

rasik vani ki vyakhya (hit varta) — upar video mein sunen.

pura pravachan

sak to vrinda vipin bas chhin chhin ayu vihat eso samay na paie bhali bani hai baat ho sake to Vrindavan akar bas kyonki kshan kshan ayu niklti chali ja rahi hai. Itna sundar samay bana hai. Itni sundar baat bani hai. Koshish kar Vrindavan akar bas chhan swad sukh deh ke aur jagat ki laj man hi mar tan har ke Vrindavan mein gaaj chhan ke swad sukh is deh ke aur jagat ki laj jagat ki lajja ke log kya kahenge yah sab chhod ke man hi mar man ko mar ke tan ko har ke Vrindavan mein rahe Vrindavan ke basat hi antar jo kare an te sam shatru na aur ko man vach ke yah jaan Vrindavan ke basne mein jo antar kare ki nahi abhi nahi Vrindavan jana abhi yah nahi karna abhi yah nahi karna abhi bhajan mein nahi padhna yah nahi karna uske saman koi shatru nahi hai man se vachan se yah jaan le Vrindavan ke vas ko jinke na hu laas mata pitr sutadti taj dhruv tin ko paas Vrindavan ke vas ka jinke hriday mein hulas nahi hai utsukta nahi hai wo mata wo mitra wo putr wo patni dhruv unka sang chhod de aur desh ke basat hi adhik bhajan jo ho ae sam nahi pujat tau Vrindavan rahe soi aur desh ke baste hue agar adhik bhajan ho raha hai jaise mana ki ham mumbai ke rahne wale hain.

wahan rah ke 24 ghanta mein se 10 ghanta ham bhajan kar rahe hain. Adhik bhajan jo hoe yah sam nahi pujat tau Vrindavan rahe so aur Vrindavan mein keval 10 minute ho raha hai bhajan to uske saman wah bhajan nahi hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Hit Vaarta (YouTube)

sambandhi