॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

athwin leela : ath siddhant vichar leela bhag – 1

▶ YouTube

rasik vani ki vyakhya (hit varta) — upar video mein sunen.

pura pravachan

atha siddhant vichar leela ismen dhruvdas ji ne hit tar mahaprabhu ke dwara jo prakt yah Vrindavan upasna hai hit dharm hai Radha vallabhya sampraday hai iske jo siddhant hai unka varnan kiya hai. Ismen vachnika zyada hai yani ki gadya mein hai. Pad hain kuch yah braj bhasha mein hai puri uska ham aapke liye Hindi kar rahe hain jisse ki aapko sahaj mein us siddhant aur unke bare mein malum pare prem ki baat kachu ek ladli lal jo jaisi ur mein upjai taisi kahi dhruvdas ji kah rahe hain ki prem ki baat kuch Priya lal ne jaise hriday mein utpann kari waisi main kah raha hoon rasik bhaktan so yah vinati hai jo kachu ghat ba bhul kahi gayi ho to kripa kar samjhae deni rasik bhakton se yah meri vinati hai ki jo kahin kam aur zyada ho gayi ho kahin bhul rah gayi ho to usko kripa karke samjha dena je hi prem madhuri shri yugal chandra anand kand Nityanand unnat nitya kishor shri Vrindavan nikunj vihar rasmat vilas karat hai kah rahe hain jis prem madhuri ko shri yugalchand anandkand yah Priyalal ke liye ek unhone sambodhan kiya hai.

shri yugalchand anandkand Nityanand unnat nitya kishor shri Vrindavan nikunj vihar ras mat vilas karat hain. Yugalchand Priyalal nikunj vihar ka ras mein mat hokar vilas karte hain. Yathmati kinchit deetho ke kahi yathmati mujhe jo dikha maine wah kaha jaise sindhu te seep bhar lijiye jaise samudra mein se ek seep mein thoda sa bhar ke main aapke samne samudra ka varnan kar raha hoon

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Hit Vaarta (YouTube)

sambandhi