॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

shrihit bayalees leela bhavarthadaswin evam gyarahwin leela: ath anandashtak va bhajnashtak leela

▶ YouTube

rasik vani ki vyakhya (hit varta) — upar video mein sunen.

pura pravachan

atha anandastashtak leela prarambh anand ka ashtak jo hai uski leela ka prarambh kar rahe hain dhruvdas ji sakhi sab udgan mano ek bar anand piy chakor dhruv chhake rahe nirakh kunwar mukh chand sabhi sakhiyon ko aap taron ke saman mane ek bar anand lene ke liye piy chakor dhruv chhake rahe piy chakor anand lene ke liye chhak rahe hain nirakh kunwar mukh chand Priya ji ka mukh chandra dekh dekh ke chhak rahe hain lal ji aur charon taraf sakhiya is tarah se ghum rahi hain jaise akash mein tar tare aisi adbhut sabha bani ikat sukh ki raas phule phool anand ke sahaj paras par has aisi adbhut sabha bani hai wo ek chhattar sukh ki ra ek chhattar sukh ki rashi hai wahan phule phool anand ke sahaj paraspat has anand ke phool phool rahe hain aur sabke mukh pe hansi hai paraspat has sabke sahaj mein hansi hai dekh lal ke lalach hi lalachhu lalchae naval kataksh tarang ras peevathu na aay lal ji ke lalach ko dekhkar swayam lalach bhi lacha raha hai Priya ji ki naval kataksh tarang ras ko pite hue aga hi nahi rahe hain.

jo unki drishti pat ho raha hai jagah jagah par usko dekh dekh ke lal ji agha nahi rahe hain. Ek vaigun prem ras rup shil swabhav adbhut jori bani dhruv dekh badat chit chav yahan kah rahe hain ek hi vay ek hi umr hai ek hi gun hai prem ras ka rup ek hai aur shil aur swabhav shaleenta aur swabhav sab ek se hain. Badi adbhut jodi bani hai jisko dekh dekh ke chitt mein chav badh raha hai. Ya ras ke je rasik jan tniki kaun saman bina madhur ras madhuri parsat nahi kachhun jo is ras ke rasik hain unki kaun se samanta du bina madhur ras madhuri ke wah kisi ka sparsh bhi nahi karte

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Hit Vaarta (YouTube)

sambandhi