॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwan se hi is sampurn srishti ka astitva hai

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek ganv ke kisan aadmi ko ek padhe likhe ne ek kil dikhayee aur kaha dekho ek kil hai na isi dhatu ka ek makan banta hai aur wah akash mein udta hai to unhone kaha gap mat maro ham kisan hai lekin itna jante hain loha akash mein nahi ud sakta bhala kil uda ke dikhao nahi ud paye lekin havai jahaj udta hai na lohe ka hi to hota hai havai jahaj udta hai usi dhatu ka hota hai aise hamen lagta hai ki agar bhagwan hote to anubhav bhagwan hai to tum ho bhagwan na ho to tumhari satta hi kya hai tum

ho ho kya kya ho tum bijli hai to bulb hai iski satta dikhayee de rahi bole to hai kya bhagwan hi to spit ho rahe hai ye swar jo nikal raha hai ishwar hi kaha hai jo aap chaitanyata dekh rahe hain usi ke matta par tar na kinch dast Dhananjay kisi ek jagah man lo tum dhananna ji ko aise diya silbatta bhang ka na rup tha na rang tha na akarshan tha na asakti thi aur kaha inko pujo puja to usmen Shyam sundar prakt ho gaye man li na apni maa rupi guru ki baat to aa gaye na pita jagat ab kah de pehle bhagwan ko dikhao to hawa khao.

aise aise samjh mein aa jaega. Pehle naam jap karo. Chittritti ko bhagwan ke milan ke liye tayyar karo. Vyakul karo. Wo aapke anubhav mein aa jaega.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi