॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jinhe markar khate ho, wahi narak ka karan baenge!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aapke sharir mein jaise priyata aise un jeevan ke sharir mein priyata hai aur aap unko kaat karke unka mans khate ho aap kya ho alag-alag ahar hai muli mein bhi jeev hai aloo mein bhi jeev hai ukhad ke phenk do sukh jaega jeev waise hi hai jaise sab mein waise hi par vidhan banaya gaya hai aapke liye yah ahar aapke liye sher ke liye muli ka jal nahi banai gayi wo bhala zabardasti apne bal Vikram se pashu ko faad karke khata hai usko koi paap nahi lagta uske uske liye vidhan hai. Baj ke liye vidhan hai. Wo chidiyon ko phalat khata hai.

lekin aap manushya hain. Aapke liye sabji hai. Phal hai. Ek se ek pey padaarth doodh hai. Ghee hai. Ek se ek joos hai. Ras hai. Kaun sa bal aap ye anda mein, mans mein, machhli mein ye sab kya hai? Keval buddhi bhrasht ho gayi hai. Wo kahne mein thoda bura lagega. Raaksasi bhav ise hi to kahte hain. Wo jeev bachna chahta hai. Aap jis jeev ki hatya kar aap dekho usko. Wo phadaphda raha hai. Bachna chahta hai. Aap use jlate hain, katte hain. Ek pair bandh karke aur usko aag mein jala rahe hain. Kya yah jante ho kya hoga?

ghor durgati narko mein hogi. Ab wahan to koi jaise kaha jae dekho aisa karo ki pulis pakdegi mar dande tumhen ulta bandh ke maregi. Bakwas hai. Jo fas jaate hain na unko samjh mein aata hai. Aise nakhun ukhadte hain. Kitne kitne kasht ab wahan koi dekhne wala to hai nahi na. Bhogna parta hai. Jaise yahan ka jail ki saja bataai jae. General aadmi ko lagega are yar lapkane ke bhay ke karan kah rahe hain. Aisa kahan hota hoga?

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi